Shayari With Comedy - Page 5

Hum Aapko Dekhne Ki Chaahat

Hum Aapko Dekhne Ki Chaahat Rakhte Hain;
Aapki Har Baat Dil Mein Chupaaye Rakhte Hain;
Na Jaane Kab Aap T.V Per Aaa Jaayein;
Isiliye Din Raat Cartoon Network Lagae Rakhte Hain!

hum-aapko-dekhne-ki-chahat-rakhte-hain

Waqt Par Aadat Na Badli

Gaur farmaiyega
Waqt par aadat na badli to wo zarurat-e-life ban jaati hai,
Aur agar time par girl friend na badli to wo kambakht WIFE ban jati hai

gaur-farmaiyega-waqt-par-aadat-na-badli-to-wo

Tum Se Nazar Milaate Hi

Arj Kiyaa Hai:
Tum Se Nazar Milaate Hi;
Bhadak Uthe Mere Dil Mein;
Mohabbat Ke Shole;
Ole Ole Ole, Ole Ole Ole!

arj-kiya-hai-tum-se-nazar-milaate-hi

Khamosh Plkon Se Ansu

Khamosh plkon se ansu chalak aate hai,
Aap kya jane aap kitne yaad ate hai,
Aaj bhi usi wineshop pe tanha khade hai,
Jaha apne kha tha: “Ruko hum abi half leke ate hai”

khamosh-plkon-se-ansu-chalak-aate-hai

Zinadgi Ke Safar Ko Lafzo

Zindgi Ke Safar Ko Lafzo Mein Piroya Hua Hai;
Apni Har Ghazal Ko Dard Mein Bhigoya Hua Hai;
Aaj Zyada Zor-Zor Se Wah-Wah Na Kehna Kambakhton;
Kyunki Andar Mera Khadoos Baap Soya Hua Hai!

Likho To Paigam Kuch Aise Likhna

Likho to paigam kuch aise likhna,
ke qalam bhi rone par majboor ho jaaye,
har lafz me wo dard bhar do,
ke padne wala disprin kha ke so jaaye.

likho-to-paigam-kuch-aise-likhna

Hum Teri Dosti Aakhri Dum Tak

Hum Teri Dosti Aakhri Dum Tak Nibhaayenge,
Jahaan Tu Pair Rakehga Vahaan Phool Bichaayenge,
Tu Ek Baar Examination Hall Mein Ghus To Sahi,
Vaadaa Hai Tujhse Ki Hum Parchi Fenkne Zarur Aayenge.

hum-teri-dosti-aakhri-dum-tak-nibhaaayenge

Khushi Ko Gum Kaise Keh De

Khushi ko Gum kaise keh De,
Aapki Dosti ko kam kaise kah De,
Ye To sab kehte Hai ki Aap Pagal Ho,
Lekin sach Main Ho Ye Hum kaise kah De.

khushi-ko-hum-kaise-keh-de

Baadal Garja Shor Ke Saath

Baadal Garja Shor Ke saath;
Barish Bhi Hui Bade Zor Ke Sath;
Zara Dhayan Rakhna Apni Girlfriend Ka;
Kahin Bhaag Naa Jaaye Kisi Aur Ke Sath!

baadal-garja-shor-ke-saath

Neend Nahi Aati

Neend Nahi Aati Mujhe Tab Se,
Mujhe Neend Nahi Aati Tab Se,
5 Rupye Khoye hai Jab Se..

neend-nahi-aati-mujhe-tab-se