Shayari About Taj Mahal - Hindi Shayari

Agar Hum Na Hote To

Agar Hum Na Hote To Gazal Kaun Kehta……..

Aapke Chehre Ko Kamal Kaun Kehta………..

Yeh To Krishma Hai Mohabbat Ka…………

Warna Pathar Ko “TAJMAHAL” Kaun Kehta…

Agar Hum Na Hote To

Jab Ishq Ka Jadoo Chalta Hai

जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है.

Sirf Isharoon Mein Hoti

Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata Taj Mahal,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta.

Sirf Isharoon Mein Hoti

Shaq Ne Insaan Ko

shaq ne insaan ko kyaa se kyaa bana diya
Kisi ko kavi or kisi ko qaatil bana diya..
Do fool ka bhi bojh na utha sakti thi MUMTAJ..
Aur Shahjahaa ne uspar Tajmahal bana diya…

Shaq Ne Insaan Ko

Zinda Hai Shahjahan Ki Chahat

Zinda hai shahjahan ki chahat ab tak,
Gawah hai mumtaz ki ulfat ab tak,
Jaake dekho tajmahalko aye doston,
Patharse tapakti hai mohabbat ab tak…

Zinda Hai Shahjahan Ki Chahat