Ahmed Faraz Shayari - Page 7 - Hindi Shayari

Kis Qadar Masoom Se Lehja Tha

Kis Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka “FARAZ”
Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya.

Kis Qadar Masoom Se Lehja Tha

Mere Lafzoon Ki Pehchaan Agar Kar Leta

Mere lafzoon ki pehchaan agar kar leta wo Faraz,
Usay mujse nahi khud se muhabbat ho jati.

Mere Lafzoon Ki Pehchaan Agar Kar Leta

Itni Si Baat Pe Dil Ki Dhadkan

Itani si baat pe dil ki dhadkan ruk gai Faraz,
Ek pal jo tasvvur kiya tere bina jeene ka.

Itni Si Baat Pe Dil Ki Dhadkan

Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha

Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha Wo Faraz,
Phir Bhi Dunia Main Mujhe Tanha Banaya Usne.

Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha

Is Dafaa Barishein Rukti Hi Nahi Faraz

Is Dafaa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz,
Hum Ne Aansu Kya Piye Sara Mausam Ro Pada.

Is Dafaa Barishein Rukti Hi Nahi Faraz

Maine Maangi Thi Ujaale Ki Fakat

Maine maangi thi ujaale ki fakat ik kiran Faraz,
Tum se ye kisne kahan aag laga di jaye.

Maine Maangi Thi Ujaale Ki

Qurbat Bhi Nahi Dil Se

Qurbat Bhi Nahi Dil Se Utar Bhi Nai Jata
Woh Shakhas Koi Faisla Kr Bhi Nai Jata

Aankhein Hain K Khali Nai Rehti Hain Lahoo Se
Or Zakham E Judai Hai K Bhar B Nai Jata

Hum Dohri Aze’yat K Giraftar Musafir
Paon B Hain Shall,Shoq E Safar B Nai Jata

Dil Ko Teri Chahat Pe Bhrosa B Bohat Hai
Or Tujh Se Bichar Jane Ka Darr B Nai Jata

Pagal Hoye Jaty Ho Faraz Us Se Mile Kya
Itni Si Khushi Se Koi Marr B Nai Jata

Qurbat Bhi Nahi Dil Se

Kisi Ki Kya Majaal Thi Jo Koi Humko

Kisi ki Kya majaal thi jo koi Hum ko khareed Sakta”,
Hum to khud hi Bikk gaye kharidaar dekh ke.

Kisi Ki Kya Majaal Thi Jo Koi Humko

Maine Aazad Kiya Apni Wafaao Se Tujhe

Maine aazad kiya apni wafaao se tujhe,
Bewafaai ki saza mujhko suna di jaye.

Maine Maangi Thi Ujaale Ki Fakat

Maine maangi thi ujaale ki fakat ik kiran Faraz,
Tum se ye kisne kahan aag laga di jaye.

Maine Maangi Thi Ujaale Ki Fakat

Ab Maayoos Kyo Ho Uski Bewafai

Ab maayoos Kyo ho us ki bewafai pe Faraz ?
Tum khud hi to kehte the ki wo sab se juda hai.

Bach Na Saka Khuda Bhi Muhabbat

Bach na saka khuda bhi muhabbat ke takaazon se Faraz,
Ek mahboob ki khatir sara jahan bana dala.

Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi

Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milein,
Jis Tarah Sukhe Hoye Phool Kitabon Mai Milein.

Shayad Khushi Ka Daur Bhi Aa Jaaye

Shayad khushi ka daur bhi aa jaaye ek din Faraz,
Gham bhi to mil gaye thay tamanna kiye baghair.

Shayad Khushi Ka Daur Bhi Aa Jaaye

Tu Bhi To Aaine Ki Tarah

Tu bhi to aaine ki tarah bewafa nikal Faraz,
Jo samane aaya usi ka ho gaya.

Tu Bhi To Aaine Ki Tarah

In Barshoon Se Dosti Achi Nahi Faraz

In Barshoon Se Dosti Achi Nahi Faraz,
Kacha Tera Makan Hai Kuch To Khayal Kar.

In Barshoon Se Dosti Achi Nahi Faraz

Woh Roz Dekhte Hai Dubte Hue

Woh roz dekhte hai dubte hue suraj ko Faraz,
Kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota.

Woh Roz Dekhte Hai Dubte Hue

Barbaad Karne Ke Aur Bhi Raaste The Faraz

Barbaad karne ke aur bhi raaste the Faraz,
Na jane unhe muhabbat ka hi khyal kyun aaya.

Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch

Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Youn Ikaj Kya Faraz,
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se.

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha Pehle Hum Ko Faraz,
Dill Jo Tota To Nashey Se Muhabbat Ho Gayi.

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha