Shaikh Ji Thodi Se Pikar Aaiye


Shaikh Ji Thodi Si Pikar Aaiye,
May Hai Kyaa Shay Phir Hamein Batalaaiye,

Aap Kyon Hain Saari Duniyaa Se Khafaa,
Aap Bhi Dushman Mere Ban Jaaiye,

Kyaa Hai Achchhaa Kyaa Buraa Bandaa-Navaaz,
Aap Samajhen To Hamein Samajhaaiye,

Jaane Dije Aql Ki Baaten Janaab,
Dil Ki Suniye Aur Pite Jaaiye.

shaikh-ji-thodi-se-pikar-aaiye

Leave a comment