Kajal Banke Teri Aankho Mein


Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe Dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai

Kajal Banke Teri Aankho Mein

Leave a comment