Teri Adaon Ka Kayal Ho Gaya Hun


Teri adaon ka kayal ho gaya hun,
din ho raat sirf tujhe hi socha karta hun,
dua karta hun hamesa main apne khuda se,
mila de mujhe tujh se sirf ek baar,
uske baad chahe tu jaan bhi mange to main taiyar hun…

Teri Adaon Ka Kayal Ho Gaya Hun
Category: Shayari About Pain

Leave a comment