Ya Khuda Meri Duaon Mein


Ya khuda meri duaon mein itna asar karde,
Khushiyan use, dard uska mujhe nazar kar de,
Dilon se dooriyon ka ehsaas mita de ya maula,
Nahin to uske aanchal ko mera kafan kar de.

Ya Khuda Meri Duaon Mein
Category: Shayari About Dil

Leave a comment