Shayari About Pain - Page 3 - Hindi Shayari

Kya Nasha Aur Kya

kya nasha aur kya talab hai teri
na zaroorat hote hue bhi zaroorat hai teri….

Kya Nasha Aur Kya

Yeh Ishq Bhi Bada

ये इश्क़ भी बड़ी ना मुराद चीज़ है.,
उसी से होता है जो किसी और का होता ह

Barbaad Kar Deti Hai

बरबाद कर देती है मोहब्बत हर मोहब्बत करने वाले को
क्युकिइश्क हार नहीं मानता और दिल बात नहीं मानता! !!!

Hum Aapke Kuch Nhi Lagte

सुकून ऐ दिल के लिए कभी हाल तो पूँछ ही लिया करो,
मालूम तो हमें भी है कि हम आपके कुछ नहीं लगते…!

Hansne Pe Bhi Aa Jaate Hain

Hansne pe bhi aa jaate hain besaakhta aansoo,
kuchh log mujhe aisi dua de ke gaye hain …!

Hansne Pe Bhi Aa Jaate Hain

Likh Sab Lete Hai

Likh sab lete hai aye dost lekin jazbaat bahut kam hi la paate he….
Tera bhi raha hoga koi kabhi ,tabhi aap kuch likh pate hai…

Likh Sab Lete Hai

Tujhe Bhul Ke Bhi Na

Tujhe bhul ke bhi na bhul payenge hum,
Bas yahi ek vada nibhayenge hum,
mita denge khud ko jaha se lekin,
tera naam dil se na mita payenge hum…

Tujhe Bhul Ke Bhi Na

Main Toh Ek Dard

Main toh ek dard hun saahab !
aur dard bhala kaun sehta hai ?

Main Toh Ek Dard

Aksar Puchhte Hai Log

Aksar puchhte hai log kiske liye likhte ho ye Shayari,
Aksar kaheta hai mera ye masum dil, kash koi hota……

Aksar Puchhte Hai Log

Aaram Se Kat Rahi Thi

Aaram se kat rahi thi to achhe thi ye zindagi,
tu bhi kaha in aankhon ki baaton me aa gaya…

Aaram Se Kat Rahi Thi

Samjah Jate The Ham

Samjah jate the ham unke dil ke har baat ko,
aur wo hame har bar dhokha dete the,
lekin ham bhi majbur the is dil ke haathon,
jo har bar unko mauka dete the…..

Samjah Jate The Ham

Aye Dosto Kuchh Ruthe Hue

Aye dosto kuchh ruthe hue lamhe kuchh tute hue riste,
har kadam par kaanch ban kar zakhm dete hain…

Aye Dosto Kuchh Ruthe Hue

Wo Apna Kaam Nikalte Hai

Wo apna kaam nikalte hai kuchh is hunar se,
ki aap dhokha kha kar bhi unse mila karte hain…

Wo Apna Kaam Nikalte Hai

Ye Ungli Aaj Bhi Is Soch Me

Ye ungli aaj bhi is soch me gum hai,
usne kaise naye hath ko thama hoga ……

Ye Ungli Aaj Bhi Is Soch Me

Hamare Dushman Ki Hamare

Hamare dushman ki hamare saamne sar uthane ki himmat nahi aur,
wo pagli dil se khel kar chali gayi…

Hamare Dushman Ki Hamare

Meri Chaahatein Tumse

Meri Chaahatein Tumse Alag Kab Hain ,
Dil Ki Baaten Tumse Chhupi Kab Hain..
Tum Saath Raho Dil Mein Dhadkan Ki Jagah ,
Phir Zindagi Ko Saanson Ki Zaroorat Kab Hai …!

Meri Chaahatein Tumse

Yaadon Me Humari

Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.

Yaadon Me Humari

Ye Duniya Wale Bhi Bade

Ye duniya wale bhi bade ajeeb hain,
Kabhi hamse door to kabhi kareeb hain,
Dard na bataye to hume kayar kehte hain,
Aur dard bata de to shayar kehte hain…

Ye Duniya Wale Bhi Bade

Teri Adaon Ka Kayal Ho Gaya Hun

Teri adaon ka kayal ho gaya hun,
din ho raat sirf tujhe hi socha karta hun,
dua karta hun hamesa main apne khuda se,
mila de mujhe tujh se sirf ek baar,
uske baad chahe tu jaan bhi mange to main taiyar hun…

Teri Adaon Ka Kayal Ho Gaya Hun