Patthar Dil Bana Gaya


Apne karam se wo mera mukaddar bana gya,
Ek katre ko pal bhar me samundar bana gya,
Phulo se bhi jyada naram tha kabi dil ye mera,
Jise itna tadpaya ke ab patthar dil bana gaya.

Patthar Dil Bana Gaya
Category: Shayari About Dil

Leave a comment