Jab Tumhari Aankh Ho Gehre Samundar


Jab tumhari aankh ho gehre samundar ki tarah,
Kion na lagata ho samandar dida-e-tar ki tarah,

Iss lie roshan kia hai tere chehre ka charagh,
Dopahar tarekh hai mere maqadar ki tarah,

Nashna sa jiss ki diwaren hain dar bhi ajnabi,
Wo mila tha mujh ko hamesha ikk nae ghar ki tarah.

jab-tumhari-aankh-ho-gehre-samundar
Category: Wasi Shah Shayari

Leave a comment