Chehra Aapka Khila Rahe


Chehra aapka khila rahe gulaab ki tarah,
Naam aapka roshan rahe aaftab ki tarah,
Gham mein bhi aap hanste rehna phoolon ki tarah,
Agar hum kabhi tumhara saath na de paayein,
To bhi apna janamdin manaate rehna isi tarah.

Leave a comment