Har Ek Sawal Ka


Har ek sawal ka usko jawab kya deti?
Main apni zaat ka usko hisab kya deti?
Jo ek lafz ki khushbu na rakh saka mehfooz,
Mai us ke hath mein puri kitab kya deti?

Leave a comment