Ai Muhabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya


Ai muhabbat tere anjam pe rona aaya,
Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya,
Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham,
Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya.

ai-muhabbat-tere-anjam-pe-rona-aaya
Category: Shayari On Rona

Leave a comment