Shayari About Cigarette - Hindi Shayari

Kabhi Khamoshi Bhi Bahut

Kabhi Khamoshi Bhi Bahut Kuchh Keh Jati Hai,
Tadpane Ke Liye Yaad Reh Jati Hai,
Kya Farak Padta Hai Wills Ho Ya Gold Flake,
Jalne Ke Baad Sirf Raakh Reh Jaati Hai.

Haqiqat Bas Nasha Hai

पैमाना, उँगलियों में सिगरेट फँसा है,
धुआँ धुआँ यादें हैं, हकीकत बस नशा है.

Kal Raat Jab Main So Raha Tha

Kal raat jab main so rha tha tab koi roo rha tha
Meri ankhe khuli

To vo mera dil tha jo cigarette ke liye roo rha tha
Kyoki ek din phele maine usse kha maine cigarette chord di!!

Jale Issi Bahane

जले इसी बहाने कितने सिगरेट, की इक कश मौत थी, इक कश जिंदगी.

Gham Is Kadar Mila

Gham is kadar mila ki ghabra ke pee gaye,
Khushi thodi si mili to mila ke pee gaye,
Yun to naa thi janam se peene ki aadat,
cigarette ko jalta dekha to taras khaa ke pee gye.

Ungliyon Mein Pakdi

उंगलियो में पकड़ी सुलगी हुई सिगरेट को देख ये ख्याल आया
मैं इसे फूँक रहा हूँ या ये मुझे!

Aashiq The Ham Par Wahaan

Aashiq the ham par wahaan zindgi chor aye hai,
Us gali jane ki wajag chor aye hai,
Log puchte hai kya cigarette chor di,
Are cigarette to bahaana hai ham aashiqui chor aye hai.

Bechani Jab Bhi Badti Hai

बेचैनी जब भी बढ़ती है, धुंए में उड़ा देता हूँ,
और लोग कहते हैं मैं सिगरेट बहुत पीता हूँ.

Ji Raha Hu Jane

Ji raha hu jane dum kab niklega,
Is aas main jalayi hai maine ek or cigarette,
Ki isse dhuan nhi janaza niklega.

Maine Apni Bechani Ka

मेने अपनी बैचेनी का एक हिस्सा जलाया था कुछ देर पहले,
लोगो को सिर्फ Cigarette नज़र आई.

Cigarette Ka Dard

Cigarette Ka Dard Mujhe Tu Sehne De,
Andar Se Zinda Rehne De,
Aankhein Banjar Ho Jayengi,
Kuchh Ashq Mere Tu Behne De.

Ek Tanha Shaam

एक तन्हा शाम
कुछ गाने
एक कप चाय
और सिगरेट का धुंवा
कौन कहता है ज़िन्दगी का मजा सिर्फ मोहब्बत में है

Ek Cigarette Si Mili Tu Mujhe

एक सिगरेट सी मिली तू मुझे..
ए आशिकी कश एक पल का लगाया था लत उम्र भर की लग गयी|

Cigarette Pina Shaunk Hai

Cigarette pina shaunk hai mera adat nahi,
Ye jazbat jagati hain tabhi peeta hoon,

Aadhi raat k waqt main pagal toh nahi,
Teri yaad satati hain tabhi peeta hoon,

Iss cigarette mein fazeelat toh koi nahi,
Ye fikar mitati hain tabhi peeta hoon,

Main janta hu muje kuch nahi milna esse,
Ye meri umar ghatati hai tabhi peeta hoon.

Khayale-E-Yaar Ki Har Aah Pe

Khayal-E-Yaar ki har Aah pe cigarette,
Dhuan Dhuan hai meri zindgi yaqenen jano.