Wo Naa Aaye Unki Yaadein Aakar


Wo naa aaye unki yaadein aakar Wafa kar gayi,
Unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,
Aahat huyi aisi ki socha Dua asar kar gayi,
Khol darwaja dekha to majak humse hawa kar gayi.

Wo Naa Aaye Unki Yaadein Aakar
Category: Shayari About Wafa

Leave a comment