Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi,
Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hai,
Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai,
Hum To Intezaar Karte Rehte Hai.
दिल तेरी याद में आहें भरता है!
मिलने को पल पल तड़पता है!
मेरा यह सपना टूट न जाये कहीं!
बस इसी बात से दिल डरता है!
Apne dil ki sun, afwahon se kaam na le
Mujhe yaad rakh, beshak naam na le
Tera veham hai ki main bhuli hoon tujhe
Meri aisi koi saans nahi, jo tera naam na le
Socha aaj fir unse pyar karlu,
Unka aaj fir didar karlu,
par fasle itne hai darmiya,
ye khuda un faslo kaise mai kam karlu…
Har mulaqat pe nigahye meri faryaad karti hai,
Ek palat nazar se dekhlein woh kabhi,
Aur wo bin dekhe hi andekha kar jati hai,
Reh jaati hai meri tamannaye dil mein dabi-dabi.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|
Kadmo Ki Doori Se Dilo Ke Fasle Nahi Badhte,
Door Hone Se Ehsaas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech,
Lekin Aisa Koi Pal Nhi Jab Hum Apko Yaad Nahi Krte.
हर सागर के दो किनारे होते है,
कुछ लोग जान से भी प्यारे होते है,
ये ज़रूरी नहीं हर कोई पास हो,
क्योंकी जिंदगी में यादों के भी सहारे होते है|
Ek raaz jo jamaane se chupaaye rakha tha,
teri yaado ko dil mein basaaye rakha tha,
main janta tha tu na aayegi mere tute aaine mein,
phir bhi apne tute aasiyaane ko sajaye rakha tha.
पलकों मे कैद कुछ सपनें है,
कुछ अपने है और कुछ बेगाने है,
नजाने क्या कशिश है इन ख़्यालों मे ..
कुछ लोग दूर् होकर भी कितने अपने है।