Koshish Karta Hun Jab


Koshish karta hun jab sher banane ki kabhi,
To kambakht pyar yaad aa jata hai,
Aur jab koshish karta hun pyar yaad karne ki,
To na jaane kaise sher ban jata hai.

koshish-karta-hun-jab-sher-banane-ki-kabhi
Category: Yaad Shayari

Leave a comment