Is Kadar Hamari Chahat Ka


Is Kadar Hamari Chahat Ka Imtihan na Lijiye,
Kyun ho Humse Khafa ye Bayan to Kijiye,
Kar dijiye Maaf Agar ho Gayi Humse Khata,
Khamosh Rehkar Hume Saja na Dijiye.

Leave a comment