Hawa-E-Dard Chali Aur Teri Yaad Aayi


Hawa-e-dard chali aur teri yad aayi
Lo phir se sham dhali or teri yad aayi ,

Kisi ne chupke se aa k hamen yun tham liya,
Nazar nazar se mili or teri yad aayi,
Zara se hont while the k ashq bhi nikly,

Phir ek chup si lagi or teri yad aayi,
Kisi ki baton ki barish mein hum b bheeg gaye,

Kisi ne bat na ki or teri YAAD aayi.

hawa-e-dard-chali-aur-teri-yaad-aayi
Category: Yaad Shayari

Leave a comment