Hame Na Saza Mili


Hame na saza mili aur na wafa mili,
Na jaane kyun har khushi hum se khafa mili,
Juthi muskan sajti rahe aur apne gam chupate rahe,
Saccha pyar karne ki bhi hame kya saza mili?

Category: Bewafa Shayari

Leave a comment