Farz Tha Jo Mera


Farz tha jo mera nibha diya maine,
usne jo manga vo sab diya maine,
Wo sunke gairon ki baten bewafa ho gaya,
samajh k khwab usko akhir bhula diya maine.

Category: Bewafa Shayari

Leave a comment