Darya Wafaon Ka Kabhi


Darya wafaon ka kabhi rukta nahi,
Mohabat mein insan kabhi jhukta nahi,
Khamosh hain hum unki khushi ke liye,
Aur Wo smajh baithe hain ki dil humara dukhta nahi.

Category: Bewafa Shayari

Leave a comment