Navratri Wishes Sms In Hindi


Ayi hai aapki chokhat pe mata iss aas se ki hamesha aapka haath hamare sar pe ho taki koi kasth ya dukh hame na sataye. Navratri ki hardik shubhkamnaye.

Maa ka parv aaya
Hazaaron khushiyan laaya
Shubh Navratri!

Maa Durga aapko
Bal, buddhi, sukh, aishwarya aur sampannta pradaan karen!
Jai mata di!
Navratri ki hardik shubhkamnayen!

Nav deep jalen
Nav phool khilen
Roz maa ka ashirvaad mile
Is navratri aapko wo sab mile jo aapka dil chaahta hai!
Shubhkamnaayen!

Kabhi na ho dukhon se saamna
Pug pug Maa Durga ka ashirvaad mile!
Yahi hai hamaari taraf se Navratri ki shubhkaamna!

Jagat paalanhari hai
Bhakti ka adhaar hai
Hamara mukti dhaam hai
Maa!
Navratri ki Shubhkamnaayen!

Maa shakti ka vaas ho
Sankton ka naash ho
Har ghar me sukh-shaanti ka vaas ho
Jai Mata Di!
Happy Navratri!

Sheron wali maiya ke darbaar me
Dukh dard mitaaye jaate hain
Jo bhi dar par aate hain
Sharan me le liye jaate hain
Jai Mata Di!

Maa ki araadhna ka ye parv hai
Maa ke nau rupon ki bhakti ka parv hai
Bigde kaam banaane ka parv hai
Bhakti ka diya dil me jalaane ka parv hai
Navratri shubh ho!

Saari raat Maa ke gunn gaayen
Maa ka hi naam japen, Maa me hi kho jaayen
Shubh Navratri!

Category: Navratri SMS

Leave a comment

Word Verification * Time limit is exhausted. Please reload CAPTCHA.