Happy Navratri SMS


Roothi hai, to manaa lenge
Paas apne use bula lenge
Maiyya hai wo dil ki bholi
Baton me use lagaa lenge
Navratri ki hardik shubhkamnayen!

Ma Durga ke ashirwad se aapka jiwan sukhmay ho. Is Navratri pe hamari shubkamanaye aapke saath hai.

Navratri ka tyohar aapke jiwan me khushiya aur samriddhi laye. Shubh Navratri!

Navratri par Ma Durga aapki har manokamana puri kare. Navratri ki hardik shubkamanaye.

Is navratri par Ma Durga aapko shanti, sampatti aur shakti de. Navratri ki shubhkamanaye.

Maa Durge,
Maa Ambe,
Maa Jagdambe,
Maa Bhawani,
Maa Sheetla,
Maa Vaishnao,
Maa Chandi,
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey.
JAI MATA DI.

Door ki sunti hai
maa paas ki sunti hai
maa to akhir maa hai
maa to har majboor ki sunti hai
HAPPY NAVRATRI

Sajaa darwar hai or ek jyoti jagmagayi hai
naseeb jagega un jagran karane walo ka
naseeb jagega jagran me aane walo ka
wo dekho mandir me meri mata muskarayi hai
HAPPY NAVRATRI

Lal rang ki chunri se
Saja Maa ka darbar
Harshit hua sansar
Ma aaye apke dwar
Mubarak ho apko
Navratri ka tyohar

Jagat paalan haar hai Maa,
mukti ka dham hai Maa.
hamari bakti ke adhar hai Maa,
ham sab ki raksha ki avatar hai Maa.
‘Happy Navaratri’

Category: Navratri SMS

Leave a comment

Word Verification * Time limit is exhausted. Please reload CAPTCHA.