Shayari On Zehar - Page 2

Woh Zeher Deta To Duniya

Woh Zeher Deta To Duniya Ki Nazzroon Mein Aaa Jaata,
Kamaal Ki Soch Thi Uski Pyaar Kyaa Or Choor Diyaa.

woh-zeher-deta-to-duniya

Apni Toh Aadat Hai Wafa

Apni Toh Aadat Hai Wafa Kisi Ki Bhula Nahi Sakte,
Khalus Dil Sy De Koi Zeher Bhi Thukara Nhi Sakte.

apni-toh-aadat-hai-wafa

Ishq Tujhse To Zehar Acha Hai

Ishq tujh se to zehar acha hai,
Kambhkat peene ke baad maut to gale laga leti hai.

ishq-tujhse-to-zehar-acha-hai

Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke

Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai.

zindagi-ke-zehar-ko-yu-has-ke

Bulleh Shah Zeher Vekh Ke

Bulleh Shah Zeher Vekh Ke Peeta Te Ki Peeta,
Gaash Soch Ke Keeta Te Ki Keeta,
Dil De Ke Dil Lein Di Aas Rakhi,
Way Bulleh Pyar Ayho Jiya Kita Te Ki Keeta.

bulleh-shah-zeher-vekh-ke