Shayari On Bhool - Page 3 - Hindi Shayari

Reh Na Paoge Kabhi Bhula Kar Dekh Lo

Reh Na Paoge Kabhi Bhula Kar Dekh Lo,
Yaqeen Nahi Ata To Azma Kar Dekh Lo,
Har Jaga Mehsos Hogi Kami Hamari,
Apni Mehfil Ko Kitna B Saja Kar Dekh Lo.

reh-na-paoge-kabhi-bhula-kar-dekh-lo

Kahan Aa Ke Rukne The Raste

Kahan Aa Ke Rukne The Raste,
Kahan Mor Tha Usay Bhol Ja,
Jo Mil Gaya Usay Yaad Rakh,
Jo Nahi Mila Usay Bhol Ja.

kahan-aa-ke-rukne-the-raste

Na Jane Kis Baat Ki Woh Ko

Na Jane Kis Baat Ki Wo Mujh Ko Saza Dayta Hai,
Mere Hansti Hoye Ankhon Ko Rula Dayta Hai,
Hum Ko Maloom Nahin Koye To Poocho Us Se,
Kya Koye Is Tarah Apno Ko Bhula Dayta Hai.

na-jane-kis-baat-ki-woh-ko

Unse Dur Jane Ka Irada Na Tha

Unse Dur Janay Ka Irada Na Tha,
Sada Sath Rehnay Ka Bhi Wada Na Tha,
Wo Yaad Na Karaingay Yeh Jantay Thay Hum,
Par Itni Jaldi Bhool Jayengay, Andaza Na Tha.

unse-dur-jane-ka-irada-na-tha

Unke Sitam Ka Tha Asar Ki

Unke Sitam Ka Tha Asar Ki Muskurana Bhool Gaye,
Sab Kuch Bhula Diya Dil Se,Pr Unhe Bhulana Bhool Gaye.

unke-sitam-ka-tha-asar-ki

Zinda Hu Main Magar

Zinda Hu Main Magar, Jeene Ki Koshish Kr Rha Hu Main,
Is Jeene Ki Koshish Me, Bar Bar Mar Rha Hu Main.
Jee To Skta Hu Mgar Bhool Kr Tumko.
Mar Rha Hu Bar Bar, Kyunki Tumhe Yaad Kr Rha Hu Main

zinda-hu-main-magar

Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho

Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho,
Humari Gazal Gunguna Kar Dekho,
Hum Bhool Jayenge Aapko Ek Shart Pe,
Pehle Aap Humein Bhula Kar To Dekho.

kabhi-dil-se-muskura-kar-dekho

Ek Pal Main Sadiyon Ka Maza

Ek Pal Main Sadiyon Ka Maza Hum Se Poocheye,
Do Din Ki Zindagi Ka Maza Hum Se Poocheye,
Bhoole Hain Rafta Rafta Unhe Muddaton Me Hum,
Kistoon Main Khudkushee Ka Maza Hum Se Poocheye.

ek-pal-main-sadiyon-ka-maza

Wo Yaad Nhi Krte

Wo Yaad Nhi Krte,Hum Bhula Nhi Sakte,
Wo Hans Nahi Sakte,Hum Rula Nahi Sakte,
Hai Pyar Itna Khubsurat Humara,
Ki Wo Bata Nhi Sakte Or Hum Jata Nhi Sakte.

Bhulaakar Hume Woh Khush

Bhulaakar Hume Who Khush Reh Paayenge,
Saath Me Nahin Toh Mere Jaane Ke Baad Muskuraayenge,
Duva Hai Khuda Se Ke Unhe Kabhi Zakhm Na De,
Hum Toh She Gaye, Par Who Toot Jaayenge.

Yaade Dilse Mitane Ki Cheez

Yaade Dilse Mitane Ki Cheez Nahi Hoti,
Zindgi Har Pal Azmane Ki Cheez Nahi Hoti,
Beshak Kuch Pal Yuhi Bhula Diye Jate Hai,
Par Pyar Bhool Jane Ki Cheez Nahi Hoti.

yaade-dilse-mitane-ki-cheez

Pagal Huye Jo Hum To Ulfat

Pagal Huye Jo Hum To Ulfat Usay Bhi Thi,
Chaha Jo Hm Ne Us Ko To Chahat Usay Bhi Thi,
Usko Na Bhol Payengay Wo Janta Tha,
Or Har Baat Bhol Jane Ki Adat Usay Bhi Thi.

pagal-huye-jo-hum-to

Bhool Gaye Ho Chahne Waalo

Bhool Gaye Ho Chahne Waalo,
Kya Yaad Bhi Mehgi Kardi Hukomant Ne.

bhool-gaye-ho-chahne-waalo

Woh Mujh Ko Bhool Baitha

Woh Mujh Ko Bhool Baitha Ni Hairat Hui,
Sun Kar Woh Apni Chezon Ko Aksar Bhol Hi Jata Hai,

woh-mujh-ko-bhool-baitha

Aap Hamein Bhool Jao

Aap Hamein Bhool Jao Hame Koi Gham Nahi,
Jis Din Hamne Aapko Bhoola Diya,
Samajh Lijiyega Es Duniya Mein Hum Nahi.

Jaane Kyun Log Kisi Ko

Jaane Kyun Log Kisi Ko Bhool Jaate Hai,
Kuch Pal Sath Rehkar Door Chale Jaate Hai,
Shayad Log Sach Hi Kehte Hai,
Sagar Milne Ke Baad Aksar Baarish Ko Bhool Jaate Hai.

jaane-kyun-log-kisi-ko

Bhool Jaon To Ji Nahi Sakta

Bhool Jaon To Ji Nahi Sakta, Yaad Aaty Ho Dam Niklta Hai.

bhool-jaon-to-ji-nahi-sakta

Meri Zindagi Mujhe Yeh Bata

Meri Zindagi Mujhe Yeh Bata
Mujhe Bhool Kr Tujhe Kiya Mila
Meri Hasratoon Ka Hisab Dy
Dil Toor Kr Tujhe Kiya Mila
Tere Chaar Din Ke Pyaar Sy
Mujhe Umar Bhar Kaa Gham Mila
Main Toot Kr Bikhar Giya
Meri Zindgi Mujhe Yeh Bata
Mujhe Bhool Kr Tujhe Kiya Mila.

meri-zindagi-mujhe-yeh-bata

Aaya Tha Unka Khat

Aaya Tha Unka Khat Ye Ke Hamein Bhool Jao,
Hamney Jawab-E-Khat Main Kinara Jala Diya.

aaya-tha-unka-khat

Lambi Hai Manzil Door Hai Kinara

LAMBI HAI MANJIL DOOR HAI KINARA,
JANEY KU NAHI AAYA PAIGAAM TUMHARA,
BHOOL GAYE HO HAMEY YA NAAM HAMARA,
JARUR KOI MILA HOGA HUM SEY BHI PYARA.

lambi-hai-manzil-door-hai-kinara