Shayari On Aks - Hindi Shayari

Paaniyon Me Jo Aks Girta Hai

Paaniyon me jo Aks Girta Hai,
Phir Uthaane se Kab Ubahrta Hai,
Dard-E-Dil Aap ne Diya hai Mujhe,
Ab Yeh Gazalon Me Dhal Nikharta Hai,
Reh Gai Cheekh Kar koi Hasrat,
Yun Bhala Shair Kab Sanwrta Hai.

paaniyon-me-jo-aks-girta-hai

Ye Mera Wahem Ek Din

Ye Mera Wahem Ek Din Mujhey Dubo De Ga,
Tera Aks Nazaar Aataa Hai Sammandar Ki Lehron Mein.

ye-mera-wahem-ek-din

Hai Aks Muyasar Tera

Hai Aks Muyasar Tera,Jis Simt Bhi Dekhoon,
Kya Har Koi Tum Sa Hai Ya Saara Jahaan Tum Ho.

hai-aks-muyasar-tera

Bade Faraibi Hain Iss Daur Ke

Bade Faraibi Hain Iss Daur Ke Jugnoo Faraz,
Roshni Dikha Ke Andhere Ki Aur Bulate Hain.

bade-faraibi-hain-iss-daur-ke

Khafa The Aayine Se

Khafa The Aayine Se, Tera Aks Baar Baar Dikhata Tha.

khafa-the-aayine-se

Naa Karo Dard Kaa Izhaar-E-Haal

Naa Karo Dard Kaa Izhaar-e-haal Aks Wahi Nazar Aata Hai
Jo Dekhna Nagavaar Hai Saamne Hai Usko Log Bura Kehte Hain.

naa-karo-dard-kaa-izhaar-e-haal

Sirf Yahi Paya Hai Maine

Sirf Yahi Paya Hai Maine Sadiyon Usse Mohabbat Karke,
Ek Shayari Ka Khafa The Aayine Se,
Tera Aks Baar Baar Dikhata Tha.

sirf-yahi-paya-hai-maine

Kiran Ka Aks Bhi Ab Meri

Kiran Ka Aks Bhi Ab Meri Dastaras Mein Nahin,
Good Naz Ussi Mukaam Pe Phir Dekh Humein Tanha Bahut Mayoos Huye Phool Bechnewaale.

kiran-ka-aks-bhi-ab-meri

Har Saans Ke Saath Mujhe

Har Saans Ke Saath Mujhe Socha Karoge Tum,
Apne Hi Aks Me Dhoonda Karoge Tum,
Jab Yaad Ayegi Tumko Wafa Meri,
Fir Har Shaks Ko Chahat Se Dekha Karoge Tum.

har-saans-ke-saath-mujhe

Main Aks Dekh Kar Khush

Main Aks Dekh Kar Khush Ho Rahi Thi Main,
Pather Kisi Ne Maar Kar Manzar Badal Diyaa

main-aks-dekh-kar-khush

Tera Aks Ban Jaaye Mera Wajood

Tera Aks Ban Jaaye Mera Wajood Is Faasile Ko,
Mitaoon Kaise Kuch Din To Aitbaar Mein Bitaa Leta Hoon, Mahine Intezaar Mein Bitaoon Kaise Tum Meri Ho.

tera-aks-ban-jaaye-mera-wajood

Raah-E-Gum Karda Taaron Ki Tarah

Raah-e-gum-karda Taaron Ki Tarah,
Phir Sitaare Safar Pe Chalne Lage,
Phir Nigaahon Mein Dhool Udti Hai,
Aks Phir Aaine Badalne Lage.

raah-e-gum-karda-taaron-ki-tarah

Aks Chunne Main Umar Guzri Hai

Aks Chunne Main Umar Guzri Hai Aise Toota Hai Aayina Mujh Main.

aks-chunne-main-umar-guzri-hai

Nahi Maloom Kab Se Hai Talluq

Nahi Maloom Kab Se Hai Talluq Tumse Ye Apna Tumhara Aks Tha Dilme .

nahi-maloom-kab-se-hai-talluq

Aks To The Maujood Par Aks

Aks To The Maujood Par Aks Tanhai Ke The,
2 Raat Bhar Uski Hi Aahat Kaan Mein Mere Aati Rahi,
Jhaank Kar Dekha Gali Mein To Koi Aaya na

aks-to-the-maujood-par-aks

Fir Na Ubhra Jo Yahan Dooba

Fir Na Ubhra Jo Yahan Dooba,
Mujko Mere Aks Se Badhne Nahi Deta Tha Wo,
Mere Aur Dunia Ke Bich Ek Aayine Jaisa Tha Wo.

fir-na-ubhra-jo-yahan-dooba

Aks-O-Aaina Me Ab Rabt Ho Kya

Aks-o-Aina Me Ab Rabt Ho Kya Tere Baad,
Hum To Phirte Hain Khud Apne Se Khafa.

aks-o-aaina-me-ab-rabt-ho-kya

Chala Aata Hai Tera Aks Mera

Chala Aata Hai Tera Aks Mere Khayalon Mai Aksar ,
Tujhe Ho Na Ho Teri Rooh Ko Zaroor Mohabbat Hai Mujh Se.

chala-aata-hai-tera-aks-mera

Sau Takhayul K Aiyne Badle

Sau Takhayul K Aiyne Badle Aks Ja Bja Tera Hi Nikla.

sau-takhayul-k-aiyne-badle

Raiza Raiza Hai Aks Mera

Raiza Raiza Hai Aks Mera,
Magar Hairat Yeh Hai,
Hai Mera Aayina Salamat,
Phir Toota Kya Hai.

raiza-raiza-hai-aks-mera