Shayari About Missing Someone - Page 2 - Hindi Shayari

Iss Shaam Ne Dilayi Hai

Iss Shaam Ne Dilayi Hai Yaad Kisi Khaas Ki,
Jisko Paane Ki Mujhe Aas Thi,
Wo To Na Mili Par Unka Ehsaas Saath Hai,
Yaado Mein Hi Sahi Par Woh Aaj Bhi Mere Paas Hai.

Iss Shaam Ne Dilayi Hai

Jaane Kyun Aansuo Se

Jaane Kyun Aansuo Se Aankh Bhar Aayi,
Dil Ko Shayad Tumhari Yaad Bahut Aayi,
Chahat Thi Itni Tum Se Milne Ki,
Lekin Ye Baat Uparwale Ko Kabhi Raas Na Aayi.

Jaane Kyun Aansuo Se

Pyar Kar Ke Koi

प्यार कर के कोई जताए ये ज़रूरी तो नहीं,
याद कर के कोई बताये ये ज़रूरी तो नहीं,
रोने वाले तो दिल में ही रो लेते हैं,
किसी की आँख में आसूं आये ये ज़रूरी तो नहीं..

Teri Yaadon Ke Sahare

Teri Yaadon Ke Sahare Duniya Mein Reh Lete Hai,
Teri Judai Ka Gham Chupchap Seh Lete Hai,
Samjhaya Dil ko Yeh Raaz Chupana Hai,
Par Aansu Banke Wo Sab Keh Dete Hai.

Teri Yaadon Ke Sahare

Wo Raat Dard Aur Sitam Ki

वो रात दर्द और सितम की रात होगी,
जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी,
उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर,
कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी।

Paimane Se Nikli Hai

Paimane Se Nikli Hai Aawaz Teri,
Stati Hai Mujhko Sanam Yaad Teri,
Kisi Gair Ka Daman Tham Na Lena,
Warna Ho Jayegi zindagi Barbad Meri.

Paimane Se Nikli Hai

Koi Dur Ho Kitna Hi

Koi dur ho kitna hi, kya gham hai,
Magar wo apna hai, yeh kya kam hai,
Chahe na ho koi baat, na ho koi mulakat
Yaad woh karle ek baar, yeh kya kam hai.

Koi Dur Ho Kitna Hi

Aandaz-E-Pyaar Tumhari Ek Ada Hai

अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है..
दूर हो हमसे तुम्हारी खता है..
दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी..
जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..

Kuch Kehna Chahti Hun

Kuch kehna chahti hun aaj me tumse,
Par na tu hai na tera saaya hai,
Ghut rahi hun ander hi ander mein,
Aaj to teri yaadon se bhi mujhe pyaar hai.

Kuch Kehna Chahti Hun

Uski Baaton Ko Bar Bar

उसकी बातों को बार बार याद करके रोये,
उसके लिये दर पे फरियाद करके रोये,
उसकी खुशी के लिये उसको छोड दिया फिर,
उसे किसी ओर के साथ आबाद करके रोये.

Tu Yaad Kare Na Kare

Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi,
Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hai,
Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai,
Hum To Intezaar Karte Rehte Hai.

Tu Yaad Kare Na Kare

Dil Teri Yaad Mein

दिल तेरी याद में आहें भरता है!
मिलने को पल पल तड़पता है!
मेरा यह सपना टूट न जाये कहीं!
बस इसी बात से दिल डरता है!

Apne Dil Ki Sun

Apne dil ki sun, afwahon se kaam na le
Mujhe yaad rakh, beshak naam na le
Tera veham hai ki main bhuli hoon tujhe
Meri aisi koi saans nahi, jo tera naam na le

Apne Dil Ki Sun

Socha Aaj Fir Unse

Socha aaj fir unse pyar karlu,
Unka aaj fir didar karlu,
par fasle itne hai darmiya,
ye khuda un faslo kaise mai kam karlu…

Socha Aaj Fir Unse

Har Mulaqat Pe Nigahe

Har mulaqat pe nigahye meri faryaad karti hai,
Ek palat nazar se dekhlein woh kabhi,
Aur wo bin dekhe hi andekha kar jati hai,
Reh jaati hai meri tamannaye dil mein dabi-dabi.

Har Mulaqat Pe Nigahe

Meri Yaadein Mera Chehra

मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|

Kadmo Ki Doori Se

Kadmo Ki Doori Se Dilo Ke Fasle Nahi Badhte,
Door Hone Se Ehsaas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech,
Lekin Aisa Koi Pal Nhi Jab Hum Apko Yaad Nahi Krte.

Kadmo Ki Doori Se

Har Sagar Ke Do Kinare

हर सागर के दो किनारे होते है,
कुछ लोग जान से भी प्यारे होते है,
ये ज़रूरी नहीं हर कोई पास हो,
क्योंकी जिंदगी में यादों के भी सहारे होते है|

Ek Raaz Jo Jamaane Se

Ek raaz jo jamaane se chupaaye rakha tha,
teri yaado ko dil mein basaaye rakha tha,
main janta tha tu na aayegi mere tute aaine mein,
phir bhi apne tute aasiyaane ko sajaye rakha tha.

Ek Raaz Jo Jamaane Se

Palko Mein Kaid Kuch

पलकों मे कैद कुछ सपनें है,
कुछ अपने है और कुछ बेगाने है,
नजाने क्या कशिश है इन ख़्यालों मे ..
कुछ लोग दूर् होकर भी कितने अपने है।