Ahmed Faraz Shayari - Page 5 - Hindi Shayari

Uski Baatein Mujhe Khushboo Ki Tarah

Uski baatein mujhe khusboo ki tarah lagti hain,
Phool jaise koi sehara mein khila karta hai.

Uski Baatein Mujhe Khushboo Ki Tarah

Akl Walon Ke Muqaddar Ye Jok-E-Junoon

Akl walon ke muqaddar ye jok-e-junoon kahan Faraz,
Ye ishq waale hai jo har cheez luta dete hai.

Jab Khija Aaye To Laut Aayega

Jab khija aaye to laut aayega wo bhi Faraz,
Wo baharon mein jara kam hi mila karta hai Faraz.

Jab Khija Aaye To Laut Aayega

Mere Dost Ki Pehchan Yahi Kaafi Hai

Mere dost ki pehchan yahi kaafi hai,
Wo har shakhs ko danista khafa karta hai.

Mere Dost Ki Pehchan Yahi Kaafi Hai

Wo Bewafa Na Tha Yun Hi Badnam Ho Gaya

Wo bewafa na tha yun hi badnam ho gaya Faraz,
Hazaron chahane wale the wo kis kis se wafa karta.

Wo Bewafa Na Tha Yun Hi Badnam Ho Gaya

Mausam Ka Aitbaar Jyada Nahin Kiya

Mausam ka aitbaar jyada nahin kiya so usne hamshe pyar jyada nahin kiya,
Kuch to Faraz hamne palatne me der ki kuch usne intezar jyada nahin kiya.

Mausam Ka Aitbaar Jyada Nahin Kiya

Uski Nigaah Mein Itna Asar Tha Faraz

Us ki nigaah mein itna asar tha Faraz,
Khareed li usne ek nazar mein zindagi hamari.

Uski Nigaah Mein Itna Asar Tha Faraz

Ye Soch Kar Teri Mehfil Mein Chala Aaya

Ye soch kar teri mehfil mein chala aaya hoon Faraz,
Teri sohbat mein rahunga to sawar jaaunga.

Ye Soch Kar Teri Mehfil Mein Chala Aaya

Aankhon Mein Haya Ho To Parda Dil Ka

Aankhon mein haya ho to parda dil ka hi kaafi hai Faraz,
Nahin to naqabon se bhi hote hain ishaare mohabbat ke.

Wo Ye Samjhta Hai Ki Main Har Chehare

Wo ye samjhta hai ki main har chehare ka talbgar hoon Faraz,
Main dekhta sabhi ko hoon bas us ki talash mein hun.

Wo Ye Samjhta Hai Ki Main Har Chehare

Main Doob Ke Ubhara To Bas Itna Hi Dekha

Main doob ke ubhara to bas itna hi dekha hai Faraz,
Auron ki taarh tu bhi kinare pe khada tha.

Jab Uska Dard Mere Saath Wafa Karta Hai

Jab uska dard mere saath wafa karta hai,
Ek samundar meri aankhon se baha karta hai.

Jab Uska Dard Mere Saath Wafa Karta Hai

Mohabbat Ke Andaz Juda Hote Hain Faraz

Mohabbat ke andaz juda hote hain Faraz,
Kisi ne toot ke chaaha aur koi chaah ke toot gaya.

Mohabbat Ke Andaz Juda Hote Hain Faraz

Sawaab Samajh Kar Wo Dil Ke Tukade

Sawaab samajh kar wo dil ke tukade karta hai Faraz,
Gunaah samajh kar hum un se gila nahin karte.

Sawaab Samajh Kar Wo Dil Ke Tukade

Ek Pal Jo Tujhe Bhoolane Ka Sochta Hoon

Ek pal jo tujhe bhoolane ka sochta hoon Faraz,
Meri saanse meri taqdir se ulajh jati hai.

Ek Pal Jo Tujhe Bhoolane Ka Sochta Hoon

Waqt-E-Naza Hai Is Kashmkash Mein Hoon

Waqt-e-naza hai is kashmkash mein hoon ki jaan kisko doon Faraz,
Wo bhi aaye baithe hain aur maut bhi aai baithi hai.

Waqt-E-Naza Hai Is Kashmkash Mein Hoon

Wo Bazahir To Mila Tha Ek Lamho Ko Faraz

Wo bazahir to mila tha ek lamhe ko Faraz,
Umar sari chahiye usko bhulane ke liye.

Wo Bazahir To Mila Tha Ek Lamho Ko Faraz

Fursat Mile To Kabhi Humein Bhi Yaad

Fursat mile to kabhi humein bhi yaad kar lena Faraz,
Badi pur raunak hoti hai yaadein hum faqiron ki.

Fursat Mile To Kabhi Humein Bhi Yaad

Kabhi Himmat To Kabhi Hausale Se

Kabhi himmat to kabhi hausale se haar gaye,
Hum badnaseeb the jo har kisi se haar gaye,
Ajab khel ka maidan hai ye duniya Faraz,
Ki jisko jeet chuke usi se haar gaye.

Kabhi Himmat To Kabhi Hausale Se

Muhabbat MeinMaine Kiya Kuch Nahin

Muhabbat mein maine kiya kuch nahin luta diya Faraz,
US ko pasand thi raushani aur maine khud ko jala diya.

Muhabbat MeinMaine Kiya Kuch Nahin