Ahmed Faraz Shayari - Page 3 - Hindi Shayari

Ek Hi Zakham Nahi Sara Badan

Ek hi zakham nahi sara badan zakhmi hai “Faraz”,
Dard Hairaan hai ki uthoon to kahaan se uthoon.

Ek Hi Zakham Nahi Sara Badan

Aise Dooba Hoon Teri Yaad Ke Samandar

Aise dooba hoon teri yaad ke samandar me “Faraz”,
Dil ka dhadakna bhi ab tere kadmon ki sda laggti hai.

Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Me Hote Hain

Kuch aise haadse bhi zindagi me hote hain “Faraz”,
Ke Insaan to bach jata hai magar zinda nahi rehta.

Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Me Hote Hain

Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The Faraz

Akele to hum pehle bhi jee rahe the “Faraz”,
Kyun Tanha se ho gaye hain tere jane ke baad.

Wo Shakas Jo Kehta Tha Tu

Wo shakas jo kehta tha tu na mila to marr jaunga “Faraz”,
Wo aaj bhi zinda hai yehi baat kise aur se kehne ke liye.

Wo Shakas Jo Kehta Tha Tu

Jisko Bhi Chaha Shiddat Se Chaha Hai Faraz

Jisko bhi chaha shiddat se chaha hai “Faraz”,
Silsila toota nahi dard ki zanzeer ka.

Jisko Bhi Chaha Shiddat Se Chaha Hai Faraz

Wahan Se Ek Pani Ki Boond Na Nikal

Wahan se ek pani ki boond na nikal saki “Faraz”,
Tamaam umar jin aankhon ko hum jheel likhte rahe.

Wahan Se Ek Pani Ki Boond Na Nikal

Pyar Me Ik Hi Mausam Hai Baharon Ka

Pyar me ik hi mausam hai baharon ka”Faraz”,
log kaise mausamon ki tarah badal jate hain.

Pyar Me Ik Hi Mausam Hai Baharon Ka

Tapti Rahi Hai Aas Ki Kiranon Pe Zindagi

Tapti rahi hai aas ki kiranon pe zindagi,
Lamhe judaiyon ke ma-o-saal ho gaye.

Tapti Rahi Hai Aas Ki Kiranon Pe Zindagi

Ye Zalzale Yun Hi Besbab Nahin Aate

Ye zalzale yun hi besbab nahin aate,
Jaroor zameen ke neeche koi deewana tadpta hoga.

Ye Zalzale Yun Hi Besbab Nahin Aate

Yeh Keh Kar Mujhe Mere Dushman

Ye kah kar mujhe mere dushman hansta chhod gaye,
Tere dost kaafi hain tujhe rulane ke liye.

Yeh Keh Kar Mujhe Mere Dushman

Nakam Thi Meri Sab Koshishen

Nakam thi meri sab koshishen usko manaane ki Faraz,
Pata nahin kahan se seekhi jaalim ne adaayen rooth jaane ki.

Nakam Thi Meri Sab Koshishen

Us Shaqs Se Wabasta Khushfehami Ka

Us shaqs se wabasta khushfehami ka ye aalam hai Faraz,
Maut ki hichqi aai to main samjha ki usne yaad kiya.

Us Shaqs Se Wabasta Khushfehami Ka

Uski Zafaaon Ne Mujhe Ek Tahzeeb

Uski zafaaon ne mujhe ek tahzeeb sikha di hai Faraz,
Main rote hue so jaata hoon par shikwa nahin karta.

Uski Zafaaon Ne Mujhe Ek Tahzeeb

Use Teri Ibaadaton Pe Yakeen Hai

Use teri ibaadaton pe yakeen hai nahin Faraz,
Jis ki khushiyan tu rab se ro ro ke maangta hai.

Use Teri Ibaadaton Pe Yakeen Hai

Tu Kisi Aur Ke Liye Hoga

Tu kisi aur ke liye hoga samandar-e-ishq Faraz,
Hum to roz tere sahil se pyase gujar jaate hai.

Tu Kisi Aur Ke Liye Hoga

Jo Kabhi Har Roz Mila Karte The Faraz

Jo kabhi har roz mila karte the Faraz,
Wo chehare to ab Khab-o-khyal ho gaye.

Jo Kabhi Har Roz Mila Karte The Faraz

Kuch Muhabbat Ka Nasha Tha Pehle

Kuch muhabbat ka nasha tha pehle hamko Faraz,
Dil jo tuta to nashe se muhabbat ho gayi.

Kuch Muhabbat Ka Nasha Tha Pehle

Samandar Mein Fana Hona To Kismat

Samandar mein fana hona to kismat ki kahani hai Faraz,
Jo marte hain kinaron pe mujhe dukh un pe hota hain.

Samandar Mein Fana Hona To Kismat

Mujhko Maloom Nahin Husn Ki Taarif Faraz

Mujhko maloom nahin husn ki taarif Faraz,
Meri nazaron mein haseen wo hai jo tujh jaisa ho.

Mujhko Maloom Nahin Husn Ki Taarif Faraz