Ahmed Faraz Shayari - Page 2 - Hindi Shayari

Mile Sza Jo Mujhe Wo Kisi Khata

Mile sza jo mujhe wo kisi khata pe nahi “Faraz”,
Mujh pe jurm saabit hua jo wafa ka tha.

Mile Sza Jo Mujhe Wo Kisi Khata

Mujhe Apne Qirdaar Pe Itna To Yaqeen Hai

Mujhe apne Qirdaar pe itna to yaqeen hai “Faraz”,
Koi mujhe chorr to sakta hai, Magar bhula nahi sakta.

Muhabbat MeinMaine Kiya Kuch Nahin

Mai Bachpan Me Hi Rehta To Acha Tha Faraz

Mai bachpan me hi rehta to acha tha “Faraz”,
Hazaaron hasratein barbaad ki maine jawan hokar.

Mai Bachpan Me Hi Rehta To Acha Tha Faraz

Humne Chaha Tha Ek Aise Shaksh Ko Faraz

Humne chaha tha ek aise shaksh ko “Faraz”,
Jo aaine se bhi naazuk tha, Magar tha patthar ka.

Humne Chaha Tha Ek Aise Shaksh Ko Faraz

Ye Masoomiyat Ka Kaun Sa Andaaz Hai Faraz

Ye masoomiyat ka kaun sa andaaz hai “Faraz”,
Parr kaat ke kehne lage, Ab tum aazaad ho.

Mere Doston Ki Pehchaan

Mere doston ki pehchaan itni musqil nahi “Faraz”,
Wo hasna bhool jate hain, Mujhe rote dekh kar.

Mere Doston Ki Pehchaan

Woh Zehar Deta To Duniya Ki Nazaron Me

Wo Zehar deta to duniya ki nazaron me aa jata “Faraz”,
So usne yun kiya ke waqt pe dwa na di.

Woh Zehar Deta To Duniya Ki Nazaron Me

Hazoom-E-Gam Meri Fitrat

Hazoom-E-Gam meri fitrat badal nahi sakti “Faraz”,
Main kya karoon mujhe aadat hai muskurane ki.

Hazoom-E-Gam Meri Fitrat

Tum Mujhe Rooh Me Basa Lo Faraz

Tum mujhe Rooh me basa lo “Faraz”,
Dil-O-Jaan ke rishte to aksar toot jaya karte hain.

Tum Mujhe Rooh Me Basa Lo

Tum Mujhe Rooh Me Basa Lo Faraz

Tum mujhe Rooh me basa lo “Faraz”,
Dil-O-Jaan ke rishte to aksar toot jaya karte hain.

Tum Mujhe Rooh Me Basa Lo Faraz

Samandar Me Le Jaa Kar Fareb Mat Dena Faraz

Samandar me le jaa kar fareb mat dena “Faraz”,
Tu kahe to kinaare pe doob jaon main.

Samandar Me Le Jaa Kar Fareb Mat Dena Faraz

Ajab Chirag un Din Raat Jal Raha Hun Faraz

Ajab chirag hun din raat jal raha hun “Faraz”
Mai thakk gaya hun hawa se kaho bujhaye mujhe.

Bada Naaz Tha Unko Apne

Bada naaz tha unko apne parde pe “Faraz”,
Kal raat wo khawab me Sar-E-Aam chale aaye.

Teri Is Bewafai Par Fida Hoti Hai

Teri is bewafai per fida hoti hai jaan apni “Faraz”,
Khuda jane agar tujhme wafa hoti to kya hota.

Teri Is Bewafai Par Fida Hoti Hai

Hamare Sabar Ki Inteha Kya Puchte Ho Faraz

Hamare sabar ki inteha kya puchte ho “Faraz”,
Wo hum se lipat ke ro rahe the kisi aur ke liye.

Hamare Sabar Ki Inteha Kya Puchte Ho Faraz

Wo Apne Faayde K Liye Aa Mile The

Wo apne faayde k liye aa mile the hum se “Faraz”,
Hum naadaan samjhe k humari duaon me asar hai.

Wo Apne Faayde K Liye Aa Mile The

Zamane Ke Sawalon Ko Mai Hans Ke

Zamane ke sawalon ko mai hans ke taal doon “Faraz”,
Lekin nami aankho ki kehte hai mujhe tum yaad aate ho.

Zamane Ke Sawalon Ko Mai Hans Ke

Ishq Ki Raah Me Do Hain

Ishq ki raah me do hain manzilein “Faraz”,
Ya dil me utar jana, Ya dil se utar Jana.

Ishq Ki Raah Me Do Hain

Tamaam Umar Mujhe Tootna

Tamaam umar mujhe tootna bhikarna tha “Faraz”,
Wo meherbaan bhi Kahan tak samet ta mujhe.

Tamaam Umar Mujhe Tootna

Tumhari Duniya Me Hum Jaise

Tumhari Duniya me hum jaise hazaron hai “Faraz”,
Hum hi pagal the jo tumhe pa ke itraane lage.

Tumhari Duniya Me Hum Jaise