PDA

View Full Version : pyaar hai ya saja


pam kaur
2nd June 2009, 12:55 PM
pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan
ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila

kaisa hai safar wafa ki manjil ka
na hai koi hal dilon ki mushkil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
saansein saansein tooti bandishein
kahi to har lamha honton pe fariyaad hai
kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar

koi na sune sisakati aanhon ko
koi na dhare tadapati baahon ko
aadhi aadhi puri khwaishein
tooti footi sab farmaaishein
kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai
kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho o o pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
ho o o o ho o o o
na poocho dard bandon se
hansi kaisi khushi kaisi
musibat sar pe rehati hain
kabhi kaisi kabhi kaisi
ho o o o... rabba, rabba ho o o ho
rabba ho o o, ho o ho rabba

Happyforever
2nd June 2009, 01:01 PM
bhut jada vadia song hai ji........

pam kaur
3rd June 2009, 10:46 AM
THXXXXX SIS JIIIIIII :hug:

aparna
3rd June 2009, 01:22 PM
Khuda kabhi kisi ko kisi pe fida na kare,
kare to kayamat tak juda na kare,
ye mana ki koi marta nahi judai me,
magar jee bhi to nahi pata hai tanhai me.

pam kaur
27th July 2009, 12:54 PM
http://www.desicomments.com/graphics/thankyou/08.gif (http://www.desicomments.com/thank-you/thanks-2/)

amansidhu
18th February 2013, 12:31 AM
nice aa ji