kamalthind
10th December 2008, 08:58 PM
Main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do,
mujhe yaad aati hai,
Un raaton ki,
Un baton ki,
laakh samjhaya dil ko,
phir bhi main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do,
main kuch nahin chahta,
faqat tumharey dil key,
main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do,
haan main ne ki hain ghaltiyan,
par un ghaltiyon ki saza yooon judai na do,
main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do........
mujhe sahaara do,
mujhe yaad aati hai,
Un raaton ki,
Un baton ki,
laakh samjhaya dil ko,
phir bhi main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do,
main kuch nahin chahta,
faqat tumharey dil key,
main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do,
haan main ne ki hain ghaltiyan,
par un ghaltiyon ki saza yooon judai na do,
main tanhaa hoon,
mujhe sahaara do........