PDA

View Full Version : meri maut nazar aati hai....


kamalthind
9th December 2008, 09:05 AM
raat ke is andhiyare main,
jab yaad kisi ki aati hai,
sankdon dipak jaal uthte hain,
aur tasveer tumhari nazar aati hai;
kehene ko to saab kehete hain,
kami hai kis baat ki, lekin,
jab har shab sochti hun to,
jholi khali hi nazar aati hai;
mar gayi hun fhir bhi,
har kam jindadili se karti hun,
dekhte hain aye jindgi,,
is hansi ke peechee kitnon ko,
meri maut nazar aati hai.........

pam kaur
27th March 2011, 04:23 PM
lajvabbbb

badboy.jatt
27th March 2011, 04:28 PM
vry nycccccccc