E Singh
27th February 2012, 08:37 AM
"3 dosto ki kahani"
1 gyan
2 dhan
or
3 vishwash
3no bahut ache dost the 3no
me pyar b bahut tha...
Ek aisa waqt aya k 3no ko juda
hona pada....
3no ne ek dusre se sawal kiye k
kon kaha jayega.....
Gyan bola :- me mandir , masjid ,
church , gurudware or
vidhayale jaunga...
Dhan ne kaha :- me mahal or
amero k paas jaunga...
Lekin.
Vishwas chup tha dono ne wajh
pucchi to vishwash ne thandi
aah bhar k kha :-
me 1 bar chala gya to phir
kabhi vapas nhi aunga......
1 gyan
2 dhan
or
3 vishwash
3no bahut ache dost the 3no
me pyar b bahut tha...
Ek aisa waqt aya k 3no ko juda
hona pada....
3no ne ek dusre se sawal kiye k
kon kaha jayega.....
Gyan bola :- me mandir , masjid ,
church , gurudware or
vidhayale jaunga...
Dhan ne kaha :- me mahal or
amero k paas jaunga...
Lekin.
Vishwas chup tha dono ne wajh
pucchi to vishwash ne thandi
aah bhar k kha :-
me 1 bar chala gya to phir
kabhi vapas nhi aunga......