PDA

View Full Version : My Dard SMS Shayari Collections part -3f


sweetbite007
1st July 2010, 08:45 AM
Kabhi gamon se tumhaari mulaakaat na ho,,,,
Udaas baithe raho aisi koi baat na ho;;;;
Shiqaayat ho to hamein maaf kar dena,,,,
Fursat mile to hamein yaad kar lena !!!!1+

************ ********* ********* ********* *

chaandni raato main sara jahaa sota hai
par kisi ki yaadon main koii badnaseeb rota hai
khuda kisi ko mohabbat par fida na kare
aur kare toh kisi ko kisi se juda na kare ++

************ ********* ********* ********* *

BaRbIe aNgEl(noor)
1st July 2010, 09:05 AM
nice g