PDA

View Full Version : Khata Hamara Tha


Vikash ks
19th March 2009, 04:29 PM
Hame to samajh aata nahi kuch,
Samjhane ka kaam to unka tha.
Lekin mere dil ka hal na samjhe,
To isme kya khata hamara tha.