PDA

View Full Version : Koi ..................Nibahne Ka


Vikash ks
18th March 2009, 05:54 PM
Koi rasta na tha dil ki baat batane ka,
Koi zariya na tha mohabaat ka ehsas dilane ka,
Koi tarika na tha hale-e-dil sunane ka,
Koi nagama na tha apni mohabat jatane ka,
Shyari to ek Zariya hai mehboob ko bulane ka,
Ye hi akhri tarika tha unse saath nibhane ka