Vikash ks
18th March 2009, 04:37 PM
Usne pucha mujhse kitna Pyaar hai?
Maine kaha ki mere dil me aap hi aap hai,
Usne pucha kaun hai Apko bahut Azeez?
Maine kaha jiske pyar me dil graftar hai.
Usne pucha saath kahan tak Nibhaoge?
Maine kaha jahan tak aap jao ge.
Usne pucha kab tak intezaar karoge?
Maine kaha mera kam hi intezaar hai.
Usne pucha hamko yakeen aaye kis tarah
Maine kaha lo Jaan deta hu bewajah.
Usne kaha humko bhi tumse pyaar hai
Maine pucha ki ab kiska intezaar hai?
Contd...........
Maine kaha ki mere dil me aap hi aap hai,
Usne pucha kaun hai Apko bahut Azeez?
Maine kaha jiske pyar me dil graftar hai.
Usne pucha saath kahan tak Nibhaoge?
Maine kaha jahan tak aap jao ge.
Usne pucha kab tak intezaar karoge?
Maine kaha mera kam hi intezaar hai.
Usne pucha hamko yakeen aaye kis tarah
Maine kaha lo Jaan deta hu bewajah.
Usne kaha humko bhi tumse pyaar hai
Maine pucha ki ab kiska intezaar hai?
Contd...........