Vikash ks
17th March 2009, 04:14 PM
Jab dekha hamne chamak unke husn ka,
Hame fiki lagne lagi ye chand aur sitare.
Jab hawao ne uthaya us noor se naqaab
Ye awara pagal dil bhi karna laga sarare.
Aji ab hum kya kahe unke husn ki tarif me
Ki ayina v shrama gaya dekh unke nazare
Hame fiki lagne lagi ye chand aur sitare.
Jab hawao ne uthaya us noor se naqaab
Ye awara pagal dil bhi karna laga sarare.
Aji ab hum kya kahe unke husn ki tarif me
Ki ayina v shrama gaya dekh unke nazare