PDA

View Full Version : Har Lamha Haseen Ho Gaya


Vikash ks
14th March 2009, 11:13 AM
Zindagi ka har lamha hanseen ho gaya,
Ki mera mehboob hum par janasheen ho gaya.
Ki hamne milaya tha zindagi me mithas,
Fir bhi na jane kaise namkeen ho gaya.