Vikash ks
14th March 2009, 11:11 AM
Ki meri wafa ek din rang layegi,
Bewafao ka wafa sikha jayegi.
Intezaar to hai us pal ka jab,
Dhundhne par bhi bewafa na mil payegi.
Bewafao ka wafa sikha jayegi.
Intezaar to hai us pal ka jab,
Dhundhne par bhi bewafa na mil payegi.