PDA

View Full Version : Jab Tumhari Yaad Aati Hai..


ravan
30th November 2009, 04:23 PM
Jab tumhari yaad ki koshbooh mahsoos hoti hai
ankhon mein naami ki satha barhti hai
man mein bay-chani se ho jati hai
inay mein ik aagh dhalakti hai
har subah aik nayah dard ogalti hai
tumhari yaad!!!
Aasarah hai wahid zindagani ka
aati hai yah jis jis lamhay
aik aass ka deeya jalati hai
aik nae omeed ko janam day jati hai
jeenay ki khowashes is man mein sama jati hai
jab jab tumhari yaad aati hai...!!!