ravan
30th November 2009, 04:21 PM
Aaj ki shab to buhat kuch hai, magar kal k liye
Aik andaisha-e-benaam hai aur kuch bhi nahi
Dekhna yeh hai k kal tujh say mulaaqat k baad
Rang-e-umeed khilay ga k bikhar jaayega!
Waqt parwaaz karay ga k thehar jaayega!
Jeet ho jayega ya khel bigar jaayeg
Khowaab ka shehar rahay ga k ujar jayega...!!!