kamalthind
25th January 2009, 09:06 AM
Raat Ka Akhri Pehar Tha,
MujhSe Chand Ne Kaha !
Hum nasheen Alwida,
MujhKo Neend aa rahi hai,
Kal Milange Isi Jagha,
Sun Kr Main Muskura Diya,
Aur UsKo Batla Diya,
k
Janay walay Lot' te Nahi,
Tum Nah aAo gay,
Mujhe hai YakeeN,
Meri Baat sUn k Wo rUk gaya,
Aur kehnay laga,
Tum se Wada karun phir pUra nA karun,
Aisa MumkIn nAhi
Sun !
Hum Nasheen,
"Main InsAaN to Nahi"
MujhSe Chand Ne Kaha !
Hum nasheen Alwida,
MujhKo Neend aa rahi hai,
Kal Milange Isi Jagha,
Sun Kr Main Muskura Diya,
Aur UsKo Batla Diya,
k
Janay walay Lot' te Nahi,
Tum Nah aAo gay,
Mujhe hai YakeeN,
Meri Baat sUn k Wo rUk gaya,
Aur kehnay laga,
Tum se Wada karun phir pUra nA karun,
Aisa MumkIn nAhi
Sun !
Hum Nasheen,
"Main InsAaN to Nahi"